Honth Bhale Inkaar Karen Lyrics, Singer & Song Details

Bandi 1957 album cover

Bandi 1957 Album Details

Satyen Bose
Shyamal Mitra
Indeevar
Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar

album songs
Honth Bhale Inkaar Karen
Singer : Asha Bhosle

Honth Bhale Inkaar Karen Lyrics

Song Title = Honth Bhale Inkar Karen
Song Lyrics Movie = Bandie (1957)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Shyamal Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Hoth bhale inkaar kare
Ikraar nahi chhupta hai
Lakh ise parde mein chhupao
Pyar nahi chhupta hai
Hoth bhale inkaar kare
Ikraar nahi chhupta hai
Ikraar nahi chhupta hai
Lakh ise parde mein chhupao
Pyar nahi chupta hai

Husn idhar hai pyar udhar hai
Aur idhar hai zamana
Husn idhar hai pyar udhar hai
Aur idhar hai zamana
Hum bhi dekhe aaj banega
Iska kaun nishana
Dilwalo ki nazro se
Dildar nahi chhupta hai
Hoth bhale inkaar kare
Ikraar nahi chhupta hai
Lakh ise parde mein chhupao
Pyar nahi chhupta hai

Dost aur dusman sab milte hai
Duniya ki galiyo mein
Dost aur dusman sab milte hai
Duniya ki galiyo mein
Daman apna rakhna bachake
Kate bhi hai kaliyo mein
Deeware bhi sunti hai
Izhar nahi chhupta hai
Hoth bhale inkaar kare
Ikraar nahi chhupta hai
Lakh ise parde mein chhupao
Pyar nahi chhupta hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Honth Bhale Inkaar Karen Video

About Honth Bhale Inkaar Karen

Honth Bhale Inkaar Karen is a song from Bandi 1957. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Shyamal Mitra. Read the lyrics above and view the Bandi 1957 album song list for more songs and album details.