Hona Hai Kya Jindagi Ke Lyrics, Singer & Song Details

Talaash 2012 album cover

Talaash 2012 Album Details

Reema Kagti
Ram Sampath
Javed Akhtar
Aamir Khan, Rani Mukerji, Kareena Kapoor Khan

album songs
Hona Hai Kya Jindagi Ke
Singer : Ram Sampath

Hona Hai Kya Jindagi Ke Lyrics

Song Title = Hona Hai Kya Jindagi Ke
Movie/Album = Talaash (2012)
Singer(s) = Ram Sampath
Music Director(s) = Ram Sampath
Lyricist(s) = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya
na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya

jo bhi hai khushi yaha unke hi saaye me gham hai
ha jo muskuraaye unki bhi toh aankhe nam hai
koi jaaye kaha woh bhi yehi jami aur yahi aasmaa
na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya

jo baat bhi hai usme sau maane chhupe hai
ha chehro ke piche kitne hi chehre chhupe hai
jo deta hai duaa, dhundhla dhundhla sa hai
aankho me hai samaa
na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya
na main janu na tu jane kis ghadi me hona hai kya
jindagi ke is juve me paana kya hai khona hai kya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hona Hai Kya Jindagi Ke

Hona Hai Kya Jindagi Ke is a song from Talaash 2012. It is sung by Ram Sampath. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Ram Sampath. Read the lyrics above and view the Talaash 2012 album song list for more songs and album details.