Holi Mein Ude Lyrics, Singer & Song Details

Global Baba 2016 album cover

Global Baba 2016 Album Details

Manoj Siddheshwari Tiwa
Ripul Sharma
Surya Upadhya
Abhimanyu Shekhar Singh, Pankaj Tripathi, Sandeepa Dhar, Akhilendra Mishra

album songs
Holi Mein Ude
Singer : Sona Mohapatra, Kheshari Lala

Holi Mein Ude Lyrics

Song Title = Holi Mein Ude
Movie/album = Global Baba (2016)
Singer = Sona Mohapatra, Kheshari Lala Yadav
Song Lyricists = Surya Upadhya
Music Director = Ripul Sharma
Director = Manoj Sidheshwari Tewari
Music Label = Zee Music Company

Mp3 Song Lyrics

((Sa ra ra ra..
Sa ra ra ra..
Sa ra ra ra..

Kabeela Sa ra ra ra..

Haa haa..
Haa haa..

Sa ra ra ra..
Sa ra ra ra..

Bhaang nasheeli, Bahut raseeli
Bhanwre si gun-gun
Intezaar the jiska dekho
Aaya woh phaagun

Ho.. alhad si hai masti chaayi
Bheegi choli bole
Ho.. aage-peeche ghume tere
Chhoro ki paltan.. tan.. tan..
[Holi mein ude hai gulaal
O gori tere gaal
Kitne gore-gore
Haan maaro kitna bhi chance
Karungi naa romance
Tu door hat chhore-chhore] (x2)
Haan..

Pichkaari mein bharke bhaang
Tune bhardi meri maang
Sar pe chaaya aisa nasha
Main to ho gayi poori jawaan

Ho.. alhad si hai masti chaayi
Bheegi choli bole
Ho.. aage-peeche ghume tere
Chhoro ki paltan.. tan.. tan..

Bhaang ki masti mein aaj
Dil yeh behaal
Nasha hai chadhe haule-haule
Holi mein ude hai gulaal
Laao re mere gaal
Hain kitne gore-gore
Hey..

Holi mein ude hai gulaal
O gori tere gaal
Kitne gore-gore
Haan maaro kitna bhi chance
Karungi naa romance
Tu door hat chhore-chhore

Haan haan..
Sa ra ra ra..
Sa ra ra ra..

Ho.. Rang bhang ke dikhake tevar
Bhakto ke sang masti ka flavour
Nain matakke ki li aazadi
Baba bhi badle hai kalewar

Ho.. rango ki barsaat ho rahi
Bheego re bheego re bheego
Ho.. daari ke rang mein range hai jogi
Tu hai apni hi jogan-jogan
[Holi mein ude hai gulaal
O gori tere gaal
Kitne gore gore
Haan maaro kitna bhi chance
Karungi naa romance
Tu door hat chhore-chhore] (2)...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Holi Mein Ude

Holi Mein Ude is a song from Global Baba 2016. It is sung by Sona Mohapatra, Kheshari Lala . Lyrics are credited to Surya Upadhya. Music information: Ripul Sharma. Read the lyrics above and view the Global Baba 2016 album song list for more songs and album details.