Ho Sake To Mera Ek Lyrics, Singer & Song Details

Sitam 2005 album cover

Sitam 2005 Album Details

Partho Ghosh
None
None
Kiran Janjani, Tara Sharma, Navneet Kaur, Avtar Gill, Suhasini Mulay, Dinesh H

album songs
Ho Sake To Mera Ek
Singer : None

Ho Sake To Mera Ek Lyrics

Song Title = Ho Sake To Mera Ek
Movie/album =Sitam (2005)

Mp3 Song Lyrics

((Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo

Mil gaye tum tumhaara bohat shukriya
Mil gaye tum tumhaara bohat shukriya
Dost mujhko banaaya bohat shukriya
Dosti ka bhi kuch ehteraam karo
Dosti ka bhi kuch ehteraam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo

Mere chehre pe zulfein bhikero kabhi
Mere chehre pe zulfein bhikero kabhi
Mere honthon ko honthon se chhoo lo kabhi
Mere dil ka na tum katl-e-aam karo
Mere dil ka na tum katl-e-aam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ho Sake To Mera Ek

Ho Sake To Mera Ek is a song from Sitam 2005. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sitam 2005 album song list for more songs and album details.