Ho Nahin Sakta Lyrics, Singer & Song Details

Diljale 1996 album cover

Diljale 1996 Album Details

Harry Baweja
Anu Malik
Javed Akhtar
Ajay Devgan, Sonali Bendre, Madhoo, Amrish Puri, Shakti Kapoor, Parmeet Sethi

album songs
Ho Nahin Sakta
Singer : Udit Narayan

Ho Nahin Sakta Lyrics

Song Title = Ho Nahin Sakta
Movie/Album = Diljale (1996)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Anu Malik
Director = Harry Baweja

Mp3 Song Lyrics

((Hay hay..
Ho.. Hmm..

Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisike ishq mein khud ko mitaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisiki yaad mein neendein udaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Mere khwaabon mein jo ladki hai sach =much ho nahin sakti
Mere khwaabon mein jo ladki hai sach =much ho nahin sakti
Kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta

Is dil ke, kaagaz pe
Khwaabon ke, rangon se
Chhalki jo, tasveer hai
Hothon mein, kaliyaan hain
Aankhon mein, saagar hai
Zulfon mein, zanjeer hai
Dilnashin hai woh, woh naazneen
Saari duniya mein, sabse haseen
Jo hai tasveer is dil mein kahin woh mil nahin sakti
Jo hai tasveer is dil mein kahin woh mil nahin sakti
Aur uske bin kahin dil main lagaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Kisike ishq mein khud ko mitaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta

Sapnon ke, darpan mein
Palkon ki, chilman mein
Mere man mein, rehti hai jo
Rangat hai, khushboo hai
Nagma hai, jaadu hai
Kya kehna, aisi hai woh
Mere khwaabon ki, moorat hai woh
Kya kahen kaisi, soorat hai woh
Jise dil dhoondhe duniya mein kahin ho hi nahin sakti
Jise dil dhoondhe duniya mein kahin ho hi nahin sakti
To phir yeh dil ki duniya main sajaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Mere khwaabon mein jo ladki hai sach =much ho nahin sakti
Mere khwaabon mein jo ladki hai sach =much ho nahin sakti
Kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon
Ho nahin sakta, ho nahin sakta
Ho nahin sakta, ho nahin sakta...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ho Nahin Sakta

Ho Nahin Sakta is a song from Diljale 1996. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Diljale 1996 album song list for more songs and album details.