Ho Gaye Deewane Ho Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Laila 1984 album cover

Laila 1984 Album Details

Saawan Kumar Tak
Usha Khanna
Saawan Kumar Tak
Sunil Dutt, Poonam Dhillon, Anil Kapoor

album songs
Ho Gaye Deewane Ho Gaye
Singer : Kishore Kumar

Ho Gaye Deewane Ho Gaye Lyrics

Song Title = Ho Gaye Deewane
Movie/album = Laila (1984
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists =Saawan Kumar Tak
Music Composer = Usha Khanna
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ho gaye deewane
Ho gaye deewane tumko
Dekh kar is hal me
Chodwi ka chand ho tum
Chaudwe hi sal me
Ho gaye deewane tumko
Dekh kar is hal me
Chaudwi ka chand ho tum
Chaudwe hi sal me
Ho gaye he he ho gaye
Aa ha ho gaye deewane

Ye machalti kamsini aur
Uspe chadhta ye sabab
Ek nakli til lagalo
Gal par apne janab
Ye machalti kamsini aur
Uspe chadhta ye sabab
Ek nakli til lagalo
Gal par apne janab
Bad najar se bachke pahuchoge
Pandarwe sal me
Ho gaye deewane tumko
Dekh kar is hal me
Chaudwi ka chand ho tum
Chaudwe hi sal me
Ho gaye he he ho gaye
Aa ha ho gaye deewane

Aa gayi tumko haya
Meri jara si bat par
Lijiye rakh lijiye dil
Mera apne hath par
Aa gayi tumko haya
Meri jara si bat par
Lijiye rakh lijiye dil
Mera apne hath par
Hum bana lenge tumhe
Dulhan solwe sal me
Ho gaye deewane tumko
Dekh kar is hal me
Chaudwi ka chand ho tum
Chaudwe hi sal me
Ho gaye he he ho gaye
Aa ha ho gaye deewane.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ho Gaye Deewane Ho Gaye

Ho Gaye Deewane Ho Gaye is a song from Laila 1984. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Laila 1984 album song list for more songs and album details.