Hey Yeh Fizayein Lyrics, Singer & Song Details

Main Hoon Na 2004 album cover

Main Hoon Na 2004 Album Details

Farah Khan
Anu Malik
Javed Akhtar
Shah Rukh Khan, Sunil Shetty, Sushmita Sen, Zayed Khan, Amrita Rao, Boman Irani,

album songs
Hey Yeh Fizayein
Singer : K.K, Alka Yagnik

Hey Yeh Fizayein Lyrics

Song Title = Hey Yeh Fizayein
Movie/album = Main Hoon Na (2004)
Singers = Alka Yagnik, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Anu Malik
Director = Farah Khan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

(( Hey..ye fizaayein..hey..sun lo gaayein
Zindagi hai haseen aur jawaan

Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi
Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Hey..ye fizaayein..hey..sun lo gaayein

Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai
Ab hosh kam kam hai, haan..

Jeewan ki raahon mein, tum ho nigaahon mein
Baahein hain baahon mein haan..

Har dil diwaana, hai ab ye jaana
Kyun hai haseen ye sama

Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi
Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Hey..ye fizaayein..hey..sun lo gaayein

Hey hey! Hey hey! Hey hey

Sab din sunehre hain, sab nashein gehre hain
Pyaare sab chehre hain haan..

Ab halke halke se, rang hai chhalke se
Aanchal hai dhhalke se haan..

Jo dilkashi hai, jo taazgi hai
Kaise karoon main bayaan

Hey..ye fizaayein..hey..sun lo gaayein
Zindagi hai haseen aur jawaan

Oh.. Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi
Paa hi gaya ye kaarvaan, manzil pyaar ki

Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

Hey..ye fizaayein..hey..sun lo gaayein
Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain, do dil diwaane hain

La la la la la la..la la la la la..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hey Yeh Fizayein

Hey Yeh Fizayein is a song from Main Hoon Na 2004. It is sung by K.K, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Main Hoon Na 2004 album song list for more songs and album details.