Hey Baba Re Baba Lyrics, Singer & Song Details

Manzil Manzil 1984 album cover

Manzil Manzil 1984 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Sunny Deol, Dimple Kapadia

album songs
Hey Baba Re Baba
Singer : Asha Bhosle

Hey Baba Re Baba Lyrics

Song Title = Hey Baba Re Baba
Movie/Album = Manzil Manzil (1984)
Singer(s) = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director=Rahul Dev Burman
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Hey baba hey baba,
Mil ke ek din hey baba
Re baba re baba,
Mar gaye tujh bin re baba
Hey baba hey baba,
Mil ke ek din hey baba
Re baba re baba,
Mar gaye tujh bin re baba

Oye oye oye oye oye oye oo
Matwali sham ho ghadi wade ki
Chhaya tha jo dil pe wo khumar
Bhulata nahi, oo meri jaan
Oo meri jaan

Banke begana ja chuka tu phir bhi
Vapas aa jane ka intjar bhulata nahi
Hey baba hey baba
Mil ke ek din hey baba
Re baba re baba
Mar gaye tujh bin re baba

Oo ho mahfil ho koi
Tu phire aankho me
Har chehare se jhanke
Tu hi bar bar pyar se
Oo meri jaan, oo meri jaan
Bahar galiyo me bhi mila jab koi
Uska daman khincha
Tere naam se pukar ke
Hey baba hey baba,
Mil ke ek din hey baba
Re baba re baba,
Mar gaye tujh bin re baba
Hey baba hey baba,
Mil ke ek din hey baba
Re baba re baba,
Mar gaye tujh bin re baba.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Hey Baba Re Baba

Hey Baba Re Baba is a song from Manzil Manzil 1984. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Manzil Manzil 1984 album song list for more songs and album details.