He Suno Re Sadho Lyrics, Singer & Song Details

Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 1970 album cover

Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 1970 Album Details

V Madhusudan Rao
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Sanjay Khan, Leena Chandavarkar, Om Prakash, Shashikala, Lalita Pawar, Jagdeep

album songs
He Suno Re Sadho
Singer : Manna Dey

He Suno Re Sadho Lyrics

Song Title = He Suno Re Sadho
Movie/Album = Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
Singers = Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists =Rajendra Krishan
Music Director =Rahul Dev Burman
Director =V. Madhusudan Rao

Mp3 Song Lyrics

((He suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho

gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho

gaya
Bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam
Suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho

gaya
Bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam

Dekho re dekho dekho re sadho kalyug ki nari

ka namuna
Apni hi santan to isne kaske lagaya kaisa

chuna
Apni bahu ko bete se apne so gaj dur sulaya
Parbhu karipa se phir bhi isne chand sa pota

paya
Bam bam lahri bam bam phir se bam bam lahri

bam bam

Dhany hai ye to ye devi bhi chidiya jaisi

bholi bhali
Rang birange pankh hai iske choch magar hai

kali kali
Apni budhi saas ko isne ghar se maar bhagaya
Jab ye saas bani to isko bahu ne maja chakhaya
Bam bam lahri bam bam phir se bam bam lahri

bam bam

He suno re sadhu ye sansaram ultam paltam ho

gaya
Kaha ki bhakti pooja patham thokam thakam ho

gaya
Bam bam lahri bam bam, bam bam lahri bam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam
Bam bam bam babam babam bam....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About He Suno Re Sadho

He Suno Re Sadho is a song from Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 1970. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 1970 album song list for more songs and album details.