He Satyanarayan Swami Lyrics, Singer & Song Details

Maha Pooja 1954 album cover

Maha Pooja 1954 Album Details

Shanti Kumar
Avinash Vyas
Ramesh Gupta
Prem Adib, Sashi Kapoor, Amirbai Karnataki

album songs
He Satyanarayan Swami
Singer : Tara, Amirbai Karnataki

He Satyanarayan Swami Lyrics

Song Title = He Satya narayan Swami Humre
Movie/Album = Maha Puja (1954)
Singers = Tara, Amirbai Karnataki
Song Lyricists = Ramesh Gupta
Music Director = Shankar Rao Vyas
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((he satyanarayan swami hamre dukh haro
beda par karo
beda par karo

tum ho dev daya ke sagar
ab udhar karo
beda par karo
beda par karo

ajar amar avichal avinashi
ghat ghat ke wasi
parbhu tum ghat ghat ke wasi
janam janam se tumhre darsh ki
ankhiya hai pyasi
parbhu ankhiya hai pyasi
satya sanatan param barahm hari
hum par karipa karo
beda par karo
beda par karo
he satyanarayan swami hamre dukh haro
beda par karo
beda par karo

sada nand brahman ke tumhe
pabhu ji tumne kasht hare
pabhu ji tumne kasht hare
lakadhare bhil ke tumne
karaj pidh chale
parbhu ji karaj pidh chale
hai tufan me jiwan naiya
kar patwar dharo
beda par karo
beda par karo

sabhu arsh ke bandhan kate
sukh sampati dine
swami sukh sampati dine
ulka mukh raja par tumhe
badi karipa kini
parbhu ji badi karipa kini
bure bhale hum tumhare syane
vinay pe dhyan dharo
beda par karo
beda par karo
bolo satyanarayan dev ki jai
bolo satyanarayan dev ki jai
bolo satyanarayan dev ki jai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About He Satyanarayan Swami

He Satyanarayan Swami is a song from Maha Pooja 1954. It is sung by Tara, Amirbai Karnataki. Lyrics are credited to Ramesh Gupta. Music information: Avinash Vyas. Read the lyrics above and view the Maha Pooja 1954 album song list for more songs and album details.