He Re Kanhaiya Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Bahu 1971 album cover

Chhoti Bahu 1971 Album Details

K.B. Tilak
Anandji, Kalyanji
Indeevar
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Nirupa Roy

album songs
He Re Kanhaiya
Singer : Kishore Kumar

He Re Kanhaiya Lyrics

Song Title = He Re Kanhaiyya
Movie/album = Chhoti Bahu (1971)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = K.B. Tilak
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((He re kanhaiya kisko kahega tu maiya
He re kanhaiya kisko kahega tu maiya
Jisne tujhko janm diya
Ke jisne tujhko pala
Kanhaiya kisko kahega tu maiya

Mani manataye aur devi
Dev puje pir sahi devaki ne
Dudh me nehlane ka
God me khilane ka
Sukh paya yashoda ji ne
Ek ne tujhko jiwan diya re
Ek ne jivan sambhala
Kanhaiya kisko kahega tu maiya

Marne ke dar se bhej diya ghar se
Devaki ne re gokul me
Bina diye janm yashoda bani mata
Tujhko chupaya aanchal me
Ek ne tan ko rup diya re
Ek ne man ko dhala
Kanhaiya kisko kahega tu maiya

Janm diya ho chahe pala ho
Kisi ne bhed ye mamta na jane
Koyi bhi ho jisane diya
Ho pyar maa ka
Man to maa usiko mane
Ek ne tujhko di hai re aankhe
Ek ne diya ujala
Kanhaiya kisko kahega tu maiya
He re kanhaiya kisko kahega tu maiya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About He Re Kanhaiya

He Re Kanhaiya is a song from Chhoti Bahu 1971. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Chhoti Bahu 1971 album song list for more songs and album details.