He Baba Re Baba Lyrics, Singer & Song Details

Jeevan Ek Sanghursh 1990 album cover

Jeevan Ek Sanghursh 1990 Album Details

Rahul Rawail
Laxmikant, Pyarelal
Javed Akhtar
Raakhee, Anil Kapoor, Madhuri Dixit

album songs
He Baba Re Baba
Singer : Amit Kumar, Kavit

He Baba Re Baba Lyrics

Song Title = He Baba Re Baba
Movie/album = Jeevan Ek Sanghursh (1990)
Singers = Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((Hey baba re baba
Hey baba re baba ye kya ho gaya
Aankhe hai jagi tan so gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Hey baba re baba,
Baba re baba ye kya ho gaya
Aankhe hai jagi tan so gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Hey baba re baba

Ye duniya bahki hai ya hum hai bahke
Khushbu sunayi de aao aaj mahke
Pedo pe machali bsera kare
Pani mein chidiyo ki dhum
Sadke lachakti hai
Care pighalti hai
Aise mein paidal hi ghum
He baba re baba baba re
Baba ye kya ho gaya
Aankhe hai jagi tan so gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Re baba re baba

Building se lipti hai sadiya
Ghodo ke aage hai gadiya
Building se lipti hai sadiya
Ghodo ke aage hai gadiya
Raste khud chal pade
Dekha kiye hum tum khade
Baba re baba baba re
Baba ye kya ho gaya
Aankhe hai jagi tan so gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Re baba re baba

Kagaj ke ghar aur pathar ke kapde
Sone ke hathi hai chiti ne pakde
Shishe ke galiyo mein ugne lage
Khambo pe juhi ke phool
Ek billi roti hai tab rat hoti hai
Tu aisi bate na bhul
Baba re baba baba re
Baba ye kya ho gaya
Aankhe hai jagi tan so gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Jab aa gaya nasha to hosh kho gaya
Re baba re baba....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About He Baba Re Baba

He Baba Re Baba is a song from Jeevan Ek Sanghursh 1990. It is sung by Amit Kumar, Kavit. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jeevan Ek Sanghursh 1990 album song list for more songs and album details.