Haye Haye Re Ek Ladka Lyrics, Singer & Song Details

Kachhe Dhaage 1973 album cover

Kachhe Dhaage 1973 Album Details

Raj Khosla
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Vinod Khanna, Moushumi Chatterjee, Kabir Bedi

album songs
Haye Haye Re Ek Ladka
Singer : Lata Mangeshkar

Haye Haye Re Ek Ladka Lyrics

Song Title = Haye Haye Re Ek Ladka
Movi/Album = Kachhe Dhaage (1973)
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai
likhata hai haye muft me lele
tu mera dil bikta hai
tera mera janam janam ka rishta hai
haye rishta hai
mera premi koi pagal jiska hai
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai

kya ho jo ye khat kisi ke hath lag jaye re
kya ho jo ye khat kisi ke hath lag jaye re
ek rang aaye mukh pe e krang jaye re
ibke rang na khelungi mai holi me
holi me haye pichle baras dag laga tha choli me
ab dil na kho ajye aankh micholi me
haye micholi me
le na jaye yar bithake doli me
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai

doli me na baithungi mai
ghar se bhag jaungi
doli me na baithungi mai
ghar se bhag jaungi
chod ke barat teri soti rat jag jaungi
jogan pe rut aayi prem ki bato ki
bato ki haye luk chup chori chori mulakato ki
aanhko ki haye ud gayi
nind nigodi bairan rato ki
likhata hai haye muft me lele
tu mera dil bikta hai
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Haye Haye Re Ek Ladka

Haye Haye Re Ek Ladka is a song from Kachhe Dhaage 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Kachhe Dhaage 1973 album song list for more songs and album details.