Haye Dil Ki Bazi Laga Lyrics, Singer & Song Details

One 2 Ka 4 2001 album cover

One 2 Ka 4 2001 Album Details

Shashilal K Nair
A. R. Rahman
Mahboob
Shah Rukh Khan, Juhi Chawla, Jackie Shroff

album songs
Haye Dil Ki Bazi Laga
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Haye Dil Ki Bazi Laga Lyrics

Song Title = Haye Dil Ki Bazi Laga
Movie/album = One 2 Ka 4 (2001)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Mahboob
Music Director = A.R. Rahman
Director = Shashilal K. Nair

Mp3 Song Lyrics

((Hai hai hai hai dil ki baazi laga
Hum se aankh mila mere yaar re mere yaar re
Hai hai hai hai pyaar ki hai umar
Tu hai kyon bekhabar sun yaar re sun yaar re
Ruk piya ruk piya ruk piya ruk piya piya piya
Chala kahan leke jiya leke mera jiya jiya
Hai hai hai hai dil ki baazi laga
Hum se aankh mila mere yaar re mere yaar re

Deewana main nahi dil ka sauda ho tujhse yeh mushkil hai
Kisiko bhi de du dil yeh khilona nahi aakhir yeh dil hai
Tauba tauba tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya
Tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya
Tere liye main le loon duniya se bair piya
Hai hai hai hai dil ki baazi laga
Hum se aankh mila mere yaar re mere yaar re

Tujhse bhi badke haseen aur bhi hai jahan mein deewani sun
Mar jaaon mit jaaon tere sadke karoon zindagani sun
Oh oh do din hai jeevan ke kisi ke bhi sang hole
Aah dil ki hai majboori tujhpe hi dole piya
Hai hai hai hai dil ki baazi laga naa
Hum se aankh mila mere yaar re mere yaar re
Hai hai hai hai pyaar ki hai umar kya
Tu hai kyon bekhabar sun yaar re sun yaar re
Sun yaar re sun yaar re.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Haye Dil Ki Bazi Laga

Haye Dil Ki Bazi Laga is a song from One 2 Ka 4 2001. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Mahboob. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the One 2 Ka 4 2001 album song list for more songs and album details.