Hawaizaada Dil Hawaizaada Lyrics, Singer & Song Details

Hawaizaada 2015 album cover

Hawaizaada 2015 Album Details

Vibhu Puri
Rochak Kohli
Rochak Kohli, Vibhu Puri
Ayushmann Khurrana, Mithun Chakraborty, Pallavi Sharda

album songs
Hawaizaada Dil Hawaizaada
Singer : Rochak Kohli

Hawaizaada Dil Hawaizaada Lyrics

Song Title = Hawaizaada Dil Hawaizaada
Movie/album = Hawaizaada (2015)
Singers = Rochak Kohli
Song Lyricists = Rochak Kohli, Vibhu Puri
Music Director = Rochak Kohli
Director = Vibhu Puri
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Hawaizaada dil
Hawaizada dil
Ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar
Ishq ki bandook liye karne shikar
Ho ba-adab, aji bamulaiza hoshiyaar
Ishq ki bandook liye karne shikar
Be-mulk riyaasat ka nawabzada dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil

Hawaizaada dil
Hawaizada
Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil
Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil
Injar pinjar dhile hain, khasta haal dil
Koyi to uthaa le aake, rasta mein re dil
Hum bhi to eklaote hain
Aisi bewakoofiyaan kon kare
Hasinon ki qadmon mein
Khilauna kaanch ka kon dhare
Bechaara hai, garib hai
Thokarein nasib hain
Toot-ta, phoot-ta rehta nazuk sada dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil

Hawaizada
Raat ek hasin mem taron se jadi
Shawl mein silke chand akdi wo khadi
Raat ek hasin mem taron se jadi
Shawl mein silke chand akdi wo khadi
Humne udheda chand, udhada raaz ek hai
Meri pocket ke naap ka
Asmaan mein bhi chhed hai
Ek ladki hai noton pe
Smile phir bhi honthon pe
Rou mein bechunga pauna-aadha dil
Thoko thoko salam aaya hawaizaada dil

Hawaizaada dil
Hawaizada...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hawaizaada Dil Hawaizaada

Hawaizaada Dil Hawaizaada is a song from Hawaizaada 2015. It is sung by Rochak Kohli. Lyrics are credited to Rochak Kohli, Vibhu Puri. Music information: Rochak Kohli. Read the lyrics above and view the Hawaizaada 2015 album song list for more songs and album details.