Hato Dupatta Chhod Do Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Kaisa Farz 1984 album cover

Yeh Kaisa Farz 1984 Album Details

None
Raamlaxman
Indeevar
None

album songs
Hato Dupatta Chhod Do
Singer : Alka Yagnik

Hato Dupatta Chhod Do Lyrics

Song Title = Hato Dupatta Chhod Do
Movie/album = Yeh Kaisa Farz (1984)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Madan Sinha

Mp3 Song Lyrics

((Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji

Chadhti umar ke dhandhe
Is dhalti umar me na karna
Chadhti umar ke dhandhe
Is dhalti umar me na karna
Badnaami ho jaayegi
Yu dekh ke aah na bharna
Aadat ye chhod dijiye dhobi pachhaad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki

Ram kasam ye jawani
Mujhe mila na de kahi khaak me
Ram kasam ye jawani
Mujhe mila na de kahi khaak me
Ise bachaau kaise hain
Har koi iski taak me
Taadaad badhti ja rahi
Hain bhid bhaad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki

Tum me agar ho koi
Majnu ke jaisa chaila
Tum me agar ho koi
Majnu ke jaisa chaila
Jaan bhi de sakti hu
Main ban sakti hu laila
Mushkil magar ye baat hain laad pyar ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Hato dupatta chhod do o kotvaal ji
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki
Ye umr aapki nahi chhed chhad ki))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hato Dupatta Chhod Do

Hato Dupatta Chhod Do is a song from Yeh Kaisa Farz 1984. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Yeh Kaisa Farz 1984 album song list for more songs and album details.