Hasino Ko Aata Hein Lyrics, Singer & Song Details

Lahu Ke Do Rang 1997 album cover

Lahu Ke Do Rang 1997 Album Details

Mehul Kumar
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Akshay Kumar, Naseeruddin Shah, Karishma Kapoor, Suresh Oberoi

album songs
Hasino Ko Aata Hein
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Hasino Ko Aata Hein Lyrics

Song Title= Hasino Ko Aate Hai
Movie/album = Lahoo Ke Do Rang (1997)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Mehul Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane
Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane

Deewano ko aate hai
Kya kya bnahane
Deewano ko aate hai
Kya kya bnahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane

Kabhi ruth jaana
Kabhi maan jaana
Kabhi kuch na kahena
Kabhi muskurana
Kabhi door jaana
Kabhi paas aana
Kabhi hum pe marna
Kabhi bhaw khana
Hume ye loot ti hai
Sonkhiyo adaao se
Hume ye maarti hai
Mad bhari nigaho se
Hasate hai hume ye
Chahto ki baato se
Koi kaise bache
Inki karaari ghato se
Sang dil bekhabar
Aaye teere nazar
Kabhi chuke na inke nishane

Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane

Deewana banana
Bana ke mitana
Hunar ye haseeno ka
Hai ye purana
Dilo ko churana
Chura ke mitana
Ye kissa deewano ka
Sab ne hai jaana
Wafa ke naam pe loota hai
Bewafao ne
Kiya barbad hame
Makhmali panaho ne
Kiya ruswa jamane mein hume
In mardo ne
Diya hai dard humko to
Inhi be dardo ne
Ek din hai yahaan
Ek din hai wahaan
Roj inke naye ik thikaane

Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane
Deewano ko aate hai
Kya kya bnahane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane
Khuda bhi na jaane
To hum kaise jaane.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hasino Ko Aata Hein

Hasino Ko Aata Hein is a song from Lahu Ke Do Rang 1997. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Lahu Ke Do Rang 1997 album song list for more songs and album details.