Haseenon Ke Dhoke Mein Ana Lyrics, Singer & Song Details

Tarzan And King Kong 1965 album cover

Tarzan And King Kong 1965 Album Details

A. Shamsheer
Robin Banerjee
A. Shamshir
Randhawa, Mumtaz, Bela Bose

album songs
Haseenon Ke Dhoke Mein Ana
Singer : Mubarak Begum

Haseenon Ke Dhoke Mein Ana Lyrics

Song Title = Haseenon Ke Dhoke Mein Ana
Movie/Album = Tarzan And King Kong (1965)
Singers = Mubarak Begum
Song Lyricists = A. Shamshir
Music Composer = Robin Banerjee
Director = A. Shamsheer

Mp3 Song Lyrics

((Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Nigahe milane ki koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna
Hasino ke dhokhe mein aana na ae dil
Nigahe milane ki koshish na karna
Badi kimati chees hai ye jawani
Tu yu hi lutane ki koshish na karna
Koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna

Jhule khan ki ulfat ko yu khud se pucho
Jhule khan ki ulfat ko yu khud se pucho
Bhala ishq me kaisi barbadaiya hai
Bhala ishq me kaisi barbadaiya hai
Mohabbat ke gulshan me aakar to dekho
Mohabbat ke gulshan me aakar to dekho
Baharo ke piche viraniya hai
Jawani ki jadugari me ulajh
Hakikat chupane ki koshish na karna
Hakikat chupane ki koshish na karna
Koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna

Sitare bhi badle jamana bhi badla
Sitare bhi badle jamana bhi badla
Mohabbat me dastur hargis na badla
Mohabbat me dastur hargis na badla
Yaha tak ke ulfat ki chaukat ke aakar
Sikanadar ne bhi apna dil todd dala
Bade katil hai ye husn wale
Inhe aajmane ki koshish na karna
Inhe aajmane ki koshish na karna
Nigahe milane ki koshish na karna.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Haseenon Ke Dhoke Mein Ana

Haseenon Ke Dhoke Mein Ana is a song from Tarzan And King Kong 1965. It is sung by Mubarak Begum. Lyrics are credited to A. Shamshir. Music information: Robin Banerjee. Read the lyrics above and view the Tarzan And King Kong 1965 album song list for more songs and album details.