Haseena Sambhal Sambhal Ke Lyrics, Singer & Song Details

Saqi 1952 album cover

Saqi 1952 Album Details

Harnam Singh Rawail
C Ramchandra
Rajendra Krishan
Prem Nath, Madhubala, Bipin Gupta

album songs
Haseena Sambhal Sambhal Ke
Singer : Geeta Dutt, C. Ramchandra

Haseena Sambhal Sambhal Ke Lyrics

Song Title = Haseena Sambhal Sambhal Ke
Movie/album = Saqi (1952)
Singers = Geeta Dutt, C. Ramchandra
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = C. Ramchandra

Mp3 Song Lyrics

((O hasina o hasina
O hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal
Pad naa jaaye
Kamar me bal
Kamar me bal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal
Pad naa jaaye
Kamar me bal
Kamar me bal hasina

Bachaa ke rakh lo apna dil
Bachaa ke rakh lo apna dil
Nazar se kar dungi bismil
Nazar se kar dungi bismil
Nishaane par hai meradil
Chala le tir o qaatil
Pyaar ki mushkil
Kar de hal kar de hal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal
Hasina sambhal re

Jalaa ke khaaq kar dungi
Baap ri mai qissaa paak kar dungi
Mai deewana hun parwana
Mujhe aataa hai jal jaanaa
Ijaazat ho to jaaun jal jaaun jal
Hasina sambhal sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal hasina

Bade ho zid ke tum pakke
Chhudaa dungi magar chhakke
Achchhaa bade ho zid ke
Tum pakke chhudaa dungi
Magar chhakke are judaa ho
Tan se sar mera
Magar na chhodun dar tera
Ke mera ishq hai
Yun paagal hai paagal
Hasina sambhal
Sambhal ke chal
Sambhal ke chal pad naa jaaye
Kamar me bal kamar me bal hasina...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Haseena Sambhal Sambhal Ke

Haseena Sambhal Sambhal Ke is a song from Saqi 1952. It is sung by Geeta Dutt, C. Ramchandra. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Saqi 1952 album song list for more songs and album details.