Hasate Ho Rulate Ho Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar 2001 album cover

Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar 2001 Album Details

Priyadarshan
Anand, Milind Shrivastav
Ibrahim Ashq
Sunil Shetty, Mahima Chaudhry, Paresh Rawal

album songs
Hasate Ho Rulate Ho
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Hasate Ho Rulate Ho Lyrics

Song Title = Hasate Ho Rulate Ho
Movie/album = Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Song Lyricists = Ibrahim Ashq
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho
Jo ruthe to manate ho
Mana kar dil dukhate ho
Deewane ho hume bhi tum
Deewana kyon banate ho
Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho
Jo ruthe to manate ho
Mana kar dil dukhate ho
Deewane ho hume bhi tum
Deewana kyon banate ho
Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho

Dekho ji kar ke bahana
Raahon mein meri na aana
Kehta hain tum se deewana
Has ke na mujhko bulana
Chodo na chodo na
Baahein yeh chodo na
Bolo na bolo na
Dilbar se bolo na
Thoda se has ke dikhao
Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho
Jo ruthe to manate ho
Mana kar dil dukhate ho
Deewane ho hume bhi tum
Deewana kyon banate ho
Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho

Kaisi yeh ladki deewani
Maange yeh dil ki nishani
Itni hain meri kahani
Baatein tumhaari hi maani
Aao na aao na
Baahon mein aao na
Chaaho na chaaho na
Tum se dil chaaho na
Chaahat hai kya hai dikhao
Hasate ho rulate ho
Hamesha tum satate ho
Jo ruthe to manate ho
Mana kar dil dukhate ho
Deewane ho hume bhi tum
Deewana kyon banate ho
Hamesha tum satate ho
Hamesha tum satate ho.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hasate Ho Rulate Ho

Hasate Ho Rulate Ho is a song from Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar 2001. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Ibrahim Ashq. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar 2001 album song list for more songs and album details.