Harjaiyaan Mila Woh Lyrics, Singer & Song Details

Queen 2014 album cover

Queen 2014 Album Details

Vikas Bahl
Amit Trivedi
Anvita Dutt Guptan
Rajkummar Rao, Kangana Ranaut, Lisa Haydon

album songs
Harjaiyaan Mila Woh
Singer : Nandini Shrikar

Harjaiyaan Mila Woh Lyrics

Song Title = Harjaiyaan Mila Woh
Movie/album = Queen (2014)
Singers = Nandini Shrikar
Song Lyricists = Anvita Dutt Guptan
Music Director = Amit Trivedi
Director = Vikas Bahl

Mp3 Song Lyrics

((Saaye saaye phirte hain jidhar mudoon
Baithi hai ruswaiyaan bhi uske door
Hoo behela phusla ke
Khudko naseehatein karoon
Jhooti moothi si tooti phooti si
Ho dhundhli dhundli si
Main toh idhar-uhdar
Phiroon roothi roothi si

Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun

Kandhe yeh bhaari se
Dinko dho nahi paate aahan
Chunti rahun main yeh lamhein
Gir kyun hain jaate aahan
Kyun bunti main raahun kismat ke dhaage
Kyun khud hi main chiloon
Ho udhte udhte reham se
Main minnatein karoon
Jhooti moothi si toothi phooti si
Ho kisko ab yeh padhi hai
Main ukhdi ukdhi hoon roothi roothi si

Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi
Mujhe woh gaya kyun gaya kyun.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Harjaiyaan Mila Woh

Harjaiyaan Mila Woh is a song from Queen 2014. It is sung by Nandini Shrikar. Lyrics are credited to Anvita Dutt Guptan. Music information: Amit Trivedi. Read the lyrics above and view the Queen 2014 album song list for more songs and album details.