Har Tukda Mere Dil Ka Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Raat Phir Na Aaygi 1966 album cover

Yeh Raat Phir Na Aaygi 1966 Album Details

Brijmohan Kishanlal Sadanah
O P Nayyar
Aziz Kashmiri
Prithviraj Kapoor, Biswajeet, Sharmila Tagore

album songs
Har Tukda Mere Dil Ka
Singer : Asha Bhosle

Har Tukda Mere Dil Ka Lyrics

Song Title = Har Tukda Mere Dil Ka
Movie/album = Yeh Raat Phir Na Aaygi (1966)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Aziz Kashmiri
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Brijmohan Kishanlal Sadanah

Mp3 Song Lyrics

((Har tukda mere dil ka
Deta hai duhai dil tut gaya
Aapko aawaz na aayi
Aawaz na aayi
Har tukda mere dil ka
Deta hai duhai dil tut gaya
Aapko aawaz na aayi aawaz na aayi
Har tukda mere dil ka

Manjil ko taraste hai
Aur samne manjil hai
Kehna hi pada hamko
Kismat badi katil hai
Manjil ko taraste hai
Aur samne manjil hai
Kehna hi pada hamko
Kismat badi katil hai
Chhup chhupke mere
Haal pe roti hai khudayi
Dil tut gaya aapko aawaz na aayi
Aawaz na aayi har tukda mere dil ka

Kya dosh hamara tha
Ham ye na samjh paye
Dunia teri mahfil me
Hum aaye to kyu aaye
Kya dosh hamara tha
Ham ye na samjh paye
Dunia teri mahfil me
Hum aaye to kyu aaye
Ab kitne janam aur jalaayegi
Judaai dil tut gaya aapko
Aawaz na aayi aawaz na aayi
Aawaz na aayi aawaz na aayi
Aawaz na aayi

Roka hai zamane me
Har baar milan apna
Kab nind se jaagoge
Kab tutega ye sapna
Roka hai zamane me
Har baar milan apna
Kab nind se jaagoge
Kab tutega ye sapna
Jaage na agar aap
To jaagegi tabaahi
Dil tut gaya aapko
Aawaz na aayi aawaz na aayi
Aawaz na aayi aawaz na aayi
Aawaz na aayi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Har Tukda Mere Dil Ka

Har Tukda Mere Dil Ka is a song from Yeh Raat Phir Na Aaygi 1966. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Aziz Kashmiri. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Yeh Raat Phir Na Aaygi 1966 album song list for more songs and album details.