Har Saans Mein Lyrics, Singer & Song Details

Mujhse Fraaandship Karoge 2011 album cover

Mujhse Fraaandship Karoge 2011 Album Details

Nupur Asthana
None
None
Saqib Saleem, Saba Azad, Nishant Dahiya, Tara D Souza

album songs
Har Saans Mein
Singer : Raghu Dixit

Har Saans Mein Lyrics

Song Title = Har Saans Mein
Movie/Album = Mujhse Fraaandship Karoge (2011)
singer = Raghu Dixit

Mp3 Song Lyrics

((Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Saach teri kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ya allah allah
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum
Ho jahan bhi tum
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum

Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil
Ehsaas mein
Har baat mein bhi ho tum
O khuda kasam

Duniye kya jaane re
Kya hai deewanapan
Khushiya hai saare
Phir bhi kaisa yeh gum
Tanha magar
Na jee payange hum

Har raah mein
Har manzil mein bhi tum

Ek hi tamanna hai
Tujhko hi paye hum
Jaise andhera main
Aur ho savera tum
Armaan mere phir bhi lagte hain kam

Har rang mein
Har mehak mein bhi ho tum

Chalte hai teri rahon mein
Jeete teri yaadon mein
Bin tere ik pal bhi jeena mushkil

Inn badalo mein
Taaro mein bhi tum
Haan khuda kasam
Har saans mein
Har dhadkan mein ho tum))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Har Saans Mein

Har Saans Mein is a song from Mujhse Fraaandship Karoge 2011. It is sung by Raghu Dixit. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mujhse Fraaandship Karoge 2011 album song list for more songs and album details.