Har Kisi Ko Nahi Milta Lyrics, Singer & Song Details

Boss 2013 album cover

Boss 2013 Album Details

Anthony D Souza
Meet Bros Anjan Ankit
Sahil Kaushal
Akshay Kumar, Mithun Chakraborty, Ronit Roy, Shiv Pandit, Sonakshi Sinha

album songs
Har Kisi Ko Nahi Milta
Singer : Nikhil Dsouza

Har Kisi Ko Nahi Milta Lyrics

Song lyrics title = Har kisi ko nahi
Song lyrics movie = Boss 2013
Singer = Nikhil Dsouza
Lyrics = Sahil Kaushal
Music = Meet Bros Anjan Ankit

Mp3 Song Lyrics

((Do lafz ki hai, baat ek hi hain
Kyun darmiyaan phir ruki ruki...
Keh bhi na paayein, reh bhi na paayein
Kyun bewajah hai yeh bebasi
Tum mein hum hain, hum mein tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahan

Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Yahan pyar zindagi mein
Khushnaseeb hain hum jinko hai mili
Yeh bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein

Pyaar na ho to zindagi kya hai
Yaar na ho to bandagi kya hai
Yaar na ho to bandagi kya hai
Tujhse hi har khushi hai
Tere dum se aashiqui hai jaan le

Mil jaayein hum to sab kuchh sahi ha
Phir is tarah kyun hain ajnabi
Tum mein hum hain, hum mein tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahan

Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Yahan pyar zindagi mein

Tu mohabbat hai, ishq hai mera
Ek ibaadat hai saath yeh tera
Ek ibaadat hai saath yeh tera
Jab dil se dil mile hai
Phir kyun yeh fasle hain is tarah

Aa bol de tu ya bol doon main
Kab tak chhupayein yeh bekhudi
Tum mein hum hain, hum mein tum ho
Tumse hum hain, humse tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahan

Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Yahan pyar zindagi mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Har Kisi Ko Nahi Milta

Har Kisi Ko Nahi Milta is a song from Boss 2013. It is sung by Nikhil Dsouza. Lyrics are credited to Sahil Kaushal. Music information: Meet Bros Anjan Ankit. Read the lyrics above and view the Boss 2013 album song list for more songs and album details.