Har Ghadi Khud Se Lyrics, Singer & Song Details

Chausar album cover

Chausar Album Details

Chausar
None
None
Chausar

album songs
Har Ghadi Khud Se
Singer : Jagjit Singh

Har Ghadi Khud Se Lyrics

Song Lyrics Title = Har Ghadi Khud Se
Movie/Album Name = chausar
Singer = Jagjit Singh

Mp3 Song Lyrics

(( Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera... (2)
Main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera

Ek se ho gaye mausamo ke chehre saare... (2)
Meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera

Kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se... (2)
Har jagah dhundhta hu phirta hain mujhe ghar mera... (2)
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera

Muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe... (2)
Jaagta rehta hain har neend mein bistar mera... (2)
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
Main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera
Har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Har Ghadi Khud Se

Har Ghadi Khud Se is a song from Chausar. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Chausar album song list for more songs and album details.