Har Ek Raasta Saja Ke Lyrics, Singer & Song Details

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985 album cover

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985 Album Details

Amjad Khan
Rahul Dev Burman
Muqtida Hasan Nida Fazli
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Rabia Amin

album songs
Har Ek Raasta Saja Ke
Singer : Asha Bhosle

Har Ek Raasta Saja Ke Lyrics

Song Lyrics Title =Har Ek Raasta Saja Ke
Movie/album = Ameer Aadmi Gharib Aadmi (1985)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Rahul Dev Burman
Music Label = Universal


Mp3 Song Lyrics

((Har ek raasta saja ke chal
Har ek raasta saja ke chal
Kisi ko hamsafar banake chal
Har ek raasta saja ke chal

Mere dil mein to meri chahat hai
Yahi chahat hi meri daulat hai
Yu na milegi har kushi
Mere dil mein to meri chahat hai
Yahi chahat hi meri daulat hai
Yu na milegi har kushi
Kisi ke saath dil lagake chal
Har ek raasta saja ke chal
Kisi ko hamsafar banake chal
Har ek raasta saja ke chal

Sari mehfil mein ek chehra ho
Tu kisi ka ho koi tera ho
Bhar le najar mein yeh roshani
Sari mehfil mein ek chehra ho
Tu kisi ka ho koi tera ho
Bhar le najar mein yeh roshani
Yeh roshani jala jalake chal
Har ek raasta saja ke chal
Kisi ko hamsafar banake chal..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Har Ek Raasta Saja Ke Video

About Har Ek Raasta Saja Ke

Har Ek Raasta Saja Ke is a song from Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985 album song list for more songs and album details.