Haq Se Le Haq Se Lyrics, Singer & Song Details

Striker 2010 album cover

Striker 2010 Album Details

Chandan Arora
Yuvan Shankar Raja
Nitin Raikwar
Padmapriya, Siddharth, Aditya Pancholi, Ankur Vikal, Anupam Kher, Seema Biswas,

album songs
Haq Se Le Haq Se
Singer : Siddharth, Yuvan Shankar Raja

Haq Se Le Haq Se Lyrics

Song Title = Haq Se Le Haq Se
Movie/Album = Striker (2010)
Singer(s) = Siddharth, Yuvan Shankar Raja
Music Director = Yuvan Shankar Raja
Lyricist = Nitin Raikwar

Mp3 Song Lyrics

((Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Luck ko tere laga taala, tere paas hi hai chaabi
Hai lakeeron mein kyun ulja, khele tu to teri baazi
Jaanege arrey maanenge, tujhe hi pehchaanenge
Jaanege, maanenge, tujhe pehchaanenge raste ho jo anjaane
Raak mein chingari, padegi sab pe bhaari
Raak mein chingari, ab padegi sab pe bhaari
Zamana ye fasana hai, shanai hai to bajana hai
Zamana ye fasana hai, to aake jab bhar le yaar
Zamana ye khazana hai, zamana ye khazana tera
Zamana ye khazana hai, to aake jab bhar le yaar
Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Haq se le haq se jo chahe tu rab se

Zindagi ne li karwat hai, harkat mein hi barkat hai
Nal kholo to sharbat hai kya samjha re
Zindagi ne li karwat hai, harkat mein hi barkat hai
Nal kholo to sharbat hai kya samjha re
Saamne jo numaish hai, waqt ki aazmaish hai
Saamne jo numaish hai, waqt ki aazmaish hai
Bhar le haasil jo khwaish hai, o o deewane
Raak mein chingari, padegi sab pe bhaari
Raak mein chingari, ab padegi sab pe bhaari
Zamana ye khazana hai, shanai hai to bajana hai
Zamana ye khazana hai, to aake jab phad le yaar
Zamana ye khazana hai, zamana ye khazana tera
Zamana ye khazana hai, to aake jab phad le yaar

Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Haq se le haq se jo chahe tu rab se


Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Luck ko tere laga taala, tere paas hi hai chaabi
Hai lakeeron mein kyun ulja, khele tu to teri baazi
Jaanege arrey maanenge, tujhe hi pehchaanenge
Jaanege, maanenge, tujhe pehchaanenge raste ho jo anjaane
Raak mein chingari, padegi sab pe bhaari
Raak mein chingari, ab padegi sab pe bhaari
Zamana ye fasana hai, shanai hai to bajana hai
Zamana ye fasana hai, to aake jab bhar le yaar
Zamana ye khazana hai, zamana ye khazana tera
Zamana ye khazana hai, to aake jab bhar le yaar
Haq se le haq se jo chahe tu rab se
Haq se le haq se jo chahe tu rab se...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Haq Se Le Haq Se

Haq Se Le Haq Se is a song from Striker 2010. It is sung by Siddharth, Yuvan Shankar Raja. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Yuvan Shankar Raja. Read the lyrics above and view the Striker 2010 album song list for more songs and album details.