Hans Hans Ke Sharaarat Karna Lyrics, Singer & Song Details

Jung Aur Aman 1968 album cover

Jung Aur Aman 1968 Album Details

Nanabhai Bhatt
G.S. Kohli
Anjaan
Mumtaz, Dara Singh, Mohan Choti

album songs
Hans Hans Ke Sharaarat Karna
Singer : Krishna Kalle

Hans Hans Ke Sharaarat Karna Lyrics

Song Title = Hans Hans Ke Shararat Karna
Movie/Album = Jung Aur Aman (1968)
Singers = Krishna Kalle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Nanabhai Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Ghayal jigar pe mere
Palko ki tuti suyi
Kuch aisa teer chhoda
Rehti hu khoyi khoyi
Champa ki daal hu main
Lekin hu chhui mui
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Aanchal sambhalu jo main
Sar se wo dhal na jaaye
Ulfat karar keh ke
Aankhon se chhalka jaaye
Usko chhupau kaise
Chehre se dhal na jaaye
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hans Hans Ke Sharaarat Karna

Hans Hans Ke Sharaarat Karna is a song from Jung Aur Aman 1968. It is sung by Krishna Kalle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: G.S. Kohli. Read the lyrics above and view the Jung Aur Aman 1968 album song list for more songs and album details.