Hamko To Yara Teri Yaari Lyrics, Singer & Song Details

Hum Kisise Kum Naheen 1977 album cover

Hum Kisise Kum Naheen 1977 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rishi Kapoor, Kaajal Kiran, Tariq Khan, Amjad Khan, Om Shivpuri

album songs
Hamko To Yara Teri Yaari
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Hamko To Yara Teri Yaari Lyrics

Song Lyrics Title = Hamko To Yara Teri Yaari
Song Lyrics Movie = Hum Kisise Kum Naheen 1977
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Humko to yaara teri yaari, jaan se pyaari
Tu chaahe tod de
Tujhko deewana kaise chhod de, kaise chhod de
Hey humko to yaara teri yaari, jaan se pyaari
Tu chaahe tod de
Tujhko deewana kaise chhod de, kaise chhod de

Dil ke heere moti aaja mere dil mein aa
Tu hai daulat meri aa meri manzil mein aa
Haye meri tamanna ab tu kahin na zaa
Haye re haye kahin na zaa
Hey dil ke heere moti aaja mere dil mein aa
Tu hai daulat meri aa meri manzil mein aa
Haye meri tamanna ab tu kahin na zaa
Haye re haye kahin na zaa
Humko to yaara teri yaari, jaan se pyaari
Tu chaahe tod de
Tujhko deewana kaise chhod de, kaise chhod de

Ho gaya tumhara jab meri baahon ka har
Bech bhi daala to mera kya hai dildar
Main to itna jaanoo mujhko hai tumse pyaar
Haye re haye tumse pyaa
Ho gaya tumhara jab meri baahon ka har
Bech bhi daala to mera kya hai dildar
Main to itna jaanoo mujhko hai tumse pyaar
Haye re haye tumse pyaar

Humko to yaara teri yaari dilbar
Jaan se pyaari dilbar
Tu chaahe tod de
Tujhko deewana kaise chhod de, kaise chhod de
Na nah
Na naa na na nah
Na naa na na nah
Na naa na na nah
Na na
Na na na na na na naa aa..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hamko To Yara Teri Yaari

Hamko To Yara Teri Yaari is a song from Hum Kisise Kum Naheen 1977. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Hum Kisise Kum Naheen 1977 album song list for more songs and album details.