Hamein Jab Se Mohabbat Lyrics, Singer & Song Details

Border 1997 album cover

Border 1997 Album Details

J. P. Dutta
Anu Malik
Javed Akhtar
Sunny Deol, Sunil Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff

album songs
Hamein Jab Se Mohabbat
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Hamein Jab Se Mohabbat Lyrics

Song Title = Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Movie/Album Name = BORDER
Singer(s) = Sonu Nigam, Alka Yagnik
Music By = Anu Malik
Lyricist = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala

Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hamein Jab Se Mohabbat

Hamein Jab Se Mohabbat is a song from Border 1997. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Border 1997 album song list for more songs and album details.