Ham Ne Yeh Soch Ke Lyrics, Singer & Song Details

Preetam 1971 album cover

Preetam 1971 Album Details

Bhappi Sonie
Jaikishan Dayabhai Panchal
Rajendra Krishan
Shammi Kapoor, Leena Chandavarkar

album songs
Ham Ne Yeh Soch Ke
Singer : Manna Dey

Ham Ne Yeh Soch Ke Lyrics

Song Title = Ham Ne Ye Soch Ke
Movie/Album = Preetam (1971)
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Bhappi Sonie

Mp3 Song Lyrics

((Humne ye soch ke pyar kiya
Humne ye soch ke pyar kiya
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Humne ye soch ke pyar kiya
Humne ye soch ke pyar kiya

Thodi si ek din humne saraab pi li
Aane laga jo maja to be hisaab pi li
Thodi si ek din humne saraab pi li
Aane laga jo maja to be hisaab pi li
Tuta khumar jab aaya khayal tab
Aankho ne yaar jo dil se pilai thi
Aisi saraab koi aisa koi jaam nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi
Humne ye soch ke pyar kiya
Humne ye soch ke pyar kiya
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Humne ye soch ke pyar kiya

Ek deewane ye se humne sawal kiya
Surat bana li kaisi kaisa ye haal kiya
Ek deewane ye se humne sawal kiya
Surat bana li kaisi kaisa ye haal kiya
Bola fakir hu
Phir bhi amir hu
Duniya ko bech ke
Pyar kharida maine
Banda hu pyar ka
Kisi ka ghulaam nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi
Humne ye soch ke pyar kiya
Humne ye soch ke pyar kiya
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Pyar se achcha koi kaam nahi aiyo amma
Humne ye soch ke pyar kiya
Humne ye soch ke pyar kiya
Nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi
Aiyo gauri aiyo...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ham Ne Yeh Soch Ke

Ham Ne Yeh Soch Ke is a song from Preetam 1971. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Preetam 1971 album song list for more songs and album details.