Halki Halki Sard Hawa Lyrics, Singer & Song Details

Bombay Ka Chor 1962 album cover

Bombay Ka Chor 1962 Album Details

S.D. Narang
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Brahm Bhardwaj, Edwina, Helen

album songs
Halki Halki Sard Hawa
Singer : Kishore Kumar

Halki Halki Sard Hawa Lyrics

Song Lyrics Title = Halki Halki Sard Hawa
Song Lyrics Movie = Bombay Ka Chor 1962
Singer(s) = Kishore Kumar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = S.D. Narang
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha
mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaanwe saaj utha) - (2)
halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha

(raks ke baadal chha jaaye, nagamon ki barsaate ho
ishq bhare afsaane ho, hus bhari kuchh baatein ho) - (2)
kehata ja sharmaata ja, apani dhun mein gaata ja
(mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaanwe saaj utha
halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha) - (2)

(aaj bahaare teri hain, phul hai teri raahon mein
raat pe tera kaabu hai, chaand hai teri baahon mein) - (2)
rang udaaya dhoom macha, bhaag jamaana hai tera
mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaanwe saaj utha
halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Halki Halki Sard Hawa

Halki Halki Sard Hawa is a song from Bombay Ka Chor 1962. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Bombay Ka Chor 1962 album song list for more songs and album details.