Haila Hey Tari Ra Lyrics, Singer & Song Details

Koi Mil Gaya 2003 album cover

Koi Mil Gaya 2003 Album Details

Rakesh Roshan
Rajesh Roshan
Ibrahim
Johnny Lever, Prem Chopra, Hrithik Roshan, Rekha, Preity Zinta, Rajat Bedi

album songs
Haila Hey Tari Ra
Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik

Haila Hey Tari Ra Lyrics

Song Title = Haila Hey Tari Ra
Movie/Album = Koi Mil Gaya (2003)
Singer = Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director = Rajesh Roshan
Lyricist = Ibrahim Ashq

Mp3 Song Lyrics

((haila hey tari ra ra ra ri ra ra
tari ra ra ra ra ra ra
haila haila haila haila huwa huwa
haila haila tune chhua
haila haila mai to mar gayi re
behkhudi me kya ye kar gayi re
haila haila mai to mar gayi re
behkhudi me kya ye kar gayi re
haila haila huwa huwa, haila haila tune chhua
haila haila ja taras gayi re
phir koyi ghata baras gayi re
haila haila ja taras gayi re
phir koyi ghata baras gayi re

chhuna tha ek bahana, chhu liya, chhu liya, chhu liya
hey pyar tha ye purana, keh diya, keh diya, keh diya
tumko mai maan gayi, aaj pehchan gayi
tumko mai maan gayi, aaj pehchan gayi
nikale tum to divane
teri chori maine pakdi, gori baahe kahe jakdi
kapne laga hai ye jiya
haila haila huwa huwa, haila haila tune chhua
haila haila mai to mar gayi re
behkhudi me kya ye kar gayi re
haila haila huwa huwa, haila haila tune chhua
haila haila ja taras gayi re
phir koyi ghata baras gayi re
phir koyi ghata baras gayi re

rok kar dil ko dekha, na ruka, na ruka, na ruka
tune kuchh kardiya to, ye jhuka, ye jhuka, ye jhuka
jane kya maine kiya, tujhko jane kya huwa
jane kya maine kiya, tujhko jane kya huwa
ham lage muskurane
chahe din ho chahe rat ho yuhi baate
kare baate pyar humne bas me kar liya
haila haila huwa huwa, haila haila tune chhua
haila haila jo taras gayi re
phir koyi ghata baras gayi re
haila haila huwa huwa, haila haila tune chhua
haila haila mai to mar gayi re
behkhudi me kya ye kar gayi re
phir koyi ghata baras gayi re...)))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Haila Hey Tari Ra

Haila Hey Tari Ra is a song from Koi Mil Gaya 2003. It is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Ibrahim. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Koi Mil Gaya 2003 album song list for more songs and album details.