Hai Yeh Duniya Kaunsi Male Lyrics, Singer & Song Details

Sailaab 1956 album cover

Sailaab 1956 Album Details

Guru Dutt
Mukul Roy
Shailendra
Ram Singh, Geeta Bali, Smriti Biswas

album songs
Hai Yeh Duniya Kaunsi Male
Singer : Hemant Kumar

Hai Yeh Duniya Kaunsi Male Lyrics

Song Title = Hai Yeh Duniya Kaunsi Male
Movie/album = Sailaab (1956)
Singers = Hemant Kumar
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Director = Mukul Roy
Director = Guru Dutt

Mp3 Song Lyrics

((Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kya ho gaya
Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kya ho gaya
Jaise manzil par koi
Aake musaafir kho gaya
Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kya ho gaya

Main hun ik pachhi akela
Is gagan ki chhaon mein
Main hun ik pachhi akela
Is gagan ki chhaon mein
Udate udate aagaya hun
Baadalo ke gaon mein
Apane hi sapano ki dhun mein
Chalate chalate kho gayaa
Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kyaa ho gayaa

Sun bhi lo gam ki sadaaye
Dard ka paigaam lo
Sun bhi lo gam ki sadaaye
Dard ka paigaam lo
Dagamagate jaa rahe hai
Aake hamako thaam lo
Phir na kahana zindagi ka
Aasaraa gum ho gaya
Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kya ho gaya
Jaise manzil par koi
Aake musaafir kho gaya
Hai yeh duniya kaun si
Ai dil mujhe kya ho gaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Hai Yeh Duniya Kaunsi Male

Hai Yeh Duniya Kaunsi Male is a song from Sailaab 1956. It is sung by Hemant Kumar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Mukul Roy. Read the lyrics above and view the Sailaab 1956 album song list for more songs and album details.