Hai Shukar Ke Too Hai Lyrics, Singer & Song Details

Himmat 1970 album cover

Himmat 1970 Album Details

Ravikant Nagaich
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Mumtaz, Prem Chopra

album songs
Hai Shukar Ke Too Hai
Singer : Mohammed Rafi

Hai Shukar Ke Too Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Hai Shukar Ke Too Hai
Song Lyrics Movie = Himmat (1970)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Hai shukar ke tu hai ladka
Ho tujhe dekh mera dil dhadka
Hai shukar ke tu hai ladka
Ho tujhe dekh mera dil dhadka
Kya hota meri toba agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti

Main tere naaj uthata ho
Tujhe bag ki sair karata
Main tere naaj uthata ho
Tujhe baagh ki sair karata
Jhulfo mein phool lagata
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

Din me so fere teri gali mein lagata
Din me so fere teri gali mein lagata
Teri khidki ke niche aake sity bajata
Kabhi aata kabhi jata
Tujhe itna satata jina muskil ho jata
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

Sun ho shahjade tu jo hoti shahjadi
Sun ho shahjade tu jo hoti shahjadi
Ab tak ho jaati teri shaadi
Tera ghunghta uthata
Tujhe ankho mein basata
Tujhe sari raat jagata
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

Ya dost nahi to nahi ladki hoti
Ya dost nahi to nahi ladki hoti
Tere pyar me hasti teri yaad me roti
Toba re duhayi hoti meri ruswayi hoti
Bada sarmayi hoti
Agar main ladki hoti, agar main ladki hoti
Agar main ladki hoti, agar main ladki hoti
Hai shukar ke tu hai ladka
Ho tujhe dekh mera dil dhadka
Hai shukar ke tu hai ladka
Ho tujhe dekh mera dil dhadka
Kya hota meri toba agar tu ladki hoti,
Agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti
Agar tu ladki hoti....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hai Shukar Ke Too Hai

Hai Shukar Ke Too Hai is a song from Himmat 1970. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Himmat 1970 album song list for more songs and album details.