Hai Re Aaj Ki Raina Lyrics, Singer & Song Details

Adhoora Aadmi 1982 album cover

Adhoora Aadmi 1982 Album Details

Amjad Khan
Rahul Dev Burman
Yogesh
Kalpana Iyer, Amjad Khan, Narendra Nath

album songs
Hai Re Aaj Ki Raina
Singer : Lata Mangeshkar

Hai Re Aaj Ki Raina Lyrics

Song Lyrics Title = Hai Re Aaj Ki
Song Lyrics Movie = Adhoora aadmi 1982
Singer = Lata Mangeshkar
Music By = R D Burman
Lyricist = Yogesh Gaud


Mp3 Song Lyrics

(( Hurrr Ha Ha Hurr Ha Ha, Hur Ha Hur Ha Hur Ha
Hur Hu Hur Hu Hur Hu Hur Hu.......
Haay Re Aa Ha Ha, Haay Re Aa Ha Ha
Haay Re Aaj Ki Raina Dhale Na, Dhale Na, Ha Aa Na, Ha Aa Na - (2)
(ho Jhum Jhumake Aaye Kahaan, Baar Baar Aisa Yeh Sama
Roj Roj Kisi Ko Yahaan Aisa Hansi Mauka Mile Na) - (2)
Ho Haaye Re Aaj Ki Raina Dhale Na, Dhale Na, Ha Aa Na, Ha Aa Na
Aaj Ghani Taaron Ki Chaanv Mein, Khoyi Hu Main Sapano Ke Gaanv

Mein
O O O O O O....
Aaj Ghani Taaron Ki Chaanv Mein, Khoyi Hu Main Sapano Ke Gaanv

Mein
Laao Koyi Paayal, Naachu Banake Paagal Jhumu Jhumake
Jhum Jhumake Aaye Kahaan, Baar Baar Aisa Yeh Sama
Roj Roj Kisi Ko Yahaan Aisa Hansi Mauka Mile Na
Ho Haaye Re Aaj Ki Raina Dhale Na, Dhale Na, Ha Aa Na, Ha Aa Na
Pankh Chalo Kaat De Iss Raat Ke, Rang Jame Aur Mulaakaat Ke
O O O O O O....
Pankh Chalo Kaat De Iss Raat Ke, Rang Jame Aur Mulaakaat Ke
Yeh Pal Hai Suhaane Aage Raam Jaane, Jhumu Jhumake
Jhum Jhumake Aaye Kahaan, Baar Baar Aisa Yeh Sama
Roj Roj Kisi Ko Yahaan Aisa Hansi Mauka Mile Na
Ho Haaye Re Aaj Ki Raina Dhale Na,
Dhale Na, Ha Aa Na, Ha Aa Na - (2) ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Hai Re Aaj Ki Raina Video

About Hai Re Aaj Ki Raina

Hai Re Aaj Ki Raina is a song from Adhoora Aadmi 1982. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Yogesh. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Adhoora Aadmi 1982 album song list for more songs and album details.