Hai Na Haye Re Lyrics, Singer & Song Details

Zubeidaa 2001 album cover

Zubeidaa 2001 Album Details

Shyam Benegal
A. R. Rahman
Javed Akhtar
Karisma Kapoor, Rekha, Manoj Bajpai, Amrish Puri, Farida Jalal, Lillete Dubey, S

album songs
Hai Na Haye Re
Singer : None

Hai Na Haye Re Lyrics

Song Title = Hai Na Haye Re
Movie/Album = Zubeidaa (2001)
Singer(s) = N/A
Music Director(s) = A R Rahman
Lyricist(s) = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((Mehki mehki hain rahen
Behki behki hain nigahen, hai na
Hai re hai re hai re hai re
Ghere hain jo ye bahen
Pai hai maine panahain hai na
Hai re ..

Ga tu dil ke taaron pe ga
Geet aisa koi naya
Jo zindagi mein kahin ho
Na maine suna
Palkon pe sapne sajaa
Sapnon mein jadoo jaga aaa
Tu meri rahon mein chahat ki shamme jala

Mehki mehki hain rahen
Behki behki hain nigahen hai na
Hai re ..
Mere dil ne tohfa ye tum se paye
Dhoop ke gham ke tum laye saaye

Meri ab jo bhi khushi hai
Mujhe tum se hi mili hai
Suno na
Tumhi wo chandni ho
Jo meri nazron mein khili hai
Par ye to nahi hai wo ankhen hansi
Jo dekhti hai ji mujhko piya
Jo bhi hoon teri hi, bas yehi gham mera

Ga tu dil ke taaron pe ga
Geet aisa koi naya
Jo zindagi mein kahin ho
Na maine suna
Palkon pe sapne sajaa
Sapnon mein jadoo jaga aaa
Tu meri rahon mein chahat ki shamme jala

Dil ki ye zid hai
Dil ka yeh kehna
Saath tumhare isko hai rehna
Ho dil ki .rehna

Chalo kahin door hi jayen
Nia ek duniya basayen
Suno na

Wahan bas main aur tum ho
Mohabbat mein hum gum ho
Ab uljhan koi
Ab bandhan koi
Ho sakte nahi hum judaa
Ye tera ye mera
Aakhri hai faisla
Hai re hai re hai re))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Hai Na Haye Re

Hai Na Haye Re is a song from Zubeidaa 2001. It is sung by None. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Zubeidaa 2001 album song list for more songs and album details.