Hae Hae Mere Dil Ki Lyrics, Singer & Song Details

Yamraaj 1998 album cover

Yamraaj 1998 Album Details

Rajiv Babbar
Anand, Milind Shrivastav
None
Mithun Chakraborty, Jackie Shroff, Gulshan Grover, Kiran Kumar, Mink Singh, Alta

album songs
Hae Hae Mere Dil Ki
Singer : Jaspinder Narula, Lakha Singh

Hae Hae Mere Dil Ki Lyrics

Song Title = Hae Hae Mere Dil ki
Movie/album = Yamraaj (1998)
Singers = Jaspinder Narula, Lakha Singh
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Rajiv Babbar

Mp3 Song Lyrics

((Haye haye mere dil ki gulli
Maar gayi tu tulla
Haye haye mere dil ki gulli
Maar gayi tu tulla
Aisa tulla mara tune ho gaya halla tulla
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi

Haye haye mere dil ki gulli
Maar gayi tu tulla
Haye haye mere dil ki gulli
Maar gayi tu tulla
Aisa tulla mara tune ho gaya halla tulla
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi

Ho kar baithi hai jagda zulmi
Dekho lad gayi akhiya
Ho kar baithi hai jagda zulmi
Dekho lad gayi akhiya
Dekh ke tujhko hua nasha to
Upar chad gayi akhiya
Tu nakhra kar soch raha hai
Ban gaya halla tulla
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi

Tum jaisi kudiyo se baliye
Yeh dil mera darta hai
Tum jaisi kudiyo se baliye
Yeh dil mera darta hai
Oye munda hoke kya kudiyo
Jaisi baate tu karta hai
Tere pyar mein fans gaya aise
Jo ungali mein chhalla
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Haye haye mere dil ki gulli
Maar gayi tu tulla
Haye haye mere dil ki gulli

Maar gayi tu tulla
Aisa tulla mara tune ho gaya halla tulla
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi
Ke balle balle ho gayi.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Hae Hae Mere Dil Ki

Hae Hae Mere Dil Ki is a song from Yamraaj 1998. It is sung by Jaspinder Narula, Lakha Singh. Lyrics are credited to None. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Yamraaj 1998 album song list for more songs and album details.