Haaye Re O Haaye Lyrics, Singer & Song Details

Kucch To Hai 2003 album cover

Kucch To Hai 2003 Album Details

Anurag Basu, Anil V. Kumar
Anu Malik
Sameer
Yash Tonk, Tusshar Kapoor, Esha Deol, Anita Hassanandani

album songs
Haaye Re O Haaye
Singer : Babul Supriyo, Sadhana Sargam

Haaye Re O Haaye Lyrics

Song Title = Haaye Re O Haaye
Movie/album = Kucch To Hai (2003)
Singers = Babul Supriyo, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anu Malik
Director = Anurag Basu, Anil V. Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
Kya hai jaadoo tujh mein sanam
Kasam ki kasam poore huve hum
Main bhi tera dil bhi tera jaan bhi teri
Hai rey

Itna pyaara nahin laga aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye re
Itna pyaara nahin laga aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye re
Kya hai jaadoo tujh mein sanam
Kasam ki kasam tere huve hum
Main bhi teri dil bhi tera jaan bhi teri
Hai rey
Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
O hai rey o hai rey
O hai rey o hai rey

Kali kali aankhen teri zulfen reshmi
Sona sona chehra tera lab hai shabnami
Deewana main ban gaya
Lagne laga sab kuch naya
Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
Kya hai jaadoo tujh mein sanam
Kasam ki kasam poore huve hum
Main bhi tera dil bhi tera jaan bhi teri
Hai rey
Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
O hai rey o hai rey
O hai rey o hai rey

Sun ke pyaari baatein teri main to kho gayi
Aisa lagta hai deewani main bhi ho gayi
Jaane na tu jaane na
Hobashi mere zubaan
Itna pyaara nahin laga aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye re
Itna pyaara nahin laga aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye re
Kya hai jaadoo tujh mein sanam
Kasam ki kasam tere huve hum
Main bhi teri dil bhi tera jaan bhi teri
Hai rey
Itni pyaari nahin lagi aaj tak hai rey
Dekhu tujhe dil mera dhadka jaaye rey
O hai rey o hai rey
O hai rey o hai rey
O hai rey o hai rey...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Haaye Re O Haaye

Haaye Re O Haaye is a song from Kucch To Hai 2003. It is sung by Babul Supriyo, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Kucch To Hai 2003 album song list for more songs and album details.