Haathon Me Mehndi Rachai Jaegi Lyrics, Singer & Song Details

Kunwara Badan 1973 album cover

Kunwara Badan 1973 Album Details

Vimal Tewari
Ghanshyam Vaswani
Rajendra Krishan
Madhu Chanda, Suresh Chatwal, Paintal

album songs
Haathon Me Mehndi Rachai Jaegi
Singer : Asha Bhosle

Haathon Me Mehndi Rachai Jaegi Lyrics

Song Title = Haathon Mein Mehndi Rachai Jayegi
Movie/album = Kunwara Badan (1973)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ghanshyam Vaswani
Director = Vimal Tewari
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi
Raja ki dar se rani ke ghunghat ki
Aaj raat jodi milai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi

Ankhio mein khel rahi aas milan ki
Barso se aas thi jiya ko isi din ki
Ankhio mein khel rahi aas milan ki
Barso se aas thi jiya ko isi din ki
Minnate murad payi aayi wo ghadi aayi
Doli dulhan ki uthai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi

Phulo ki sej par sajna se mel hoga
Socho jara gori kaisa pyar bhar khel hoga
Phulo ki sej par sajna se mel hoga
Socho jara gori kaisa pyar bhar khel hoga
Jhumengi tan ki kaliya
Mahkengi man ki galiya
Najariya piya se milai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi
Haathon mein mehndi rachai jayegi
Mathe pe bindiya sajai jayegi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Haathon Me Mehndi Rachai Jaegi

Haathon Me Mehndi Rachai Jaegi is a song from Kunwara Badan 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ghanshyam Vaswani. Read the lyrics above and view the Kunwara Badan 1973 album song list for more songs and album details.