Haan Pehli Baar Lyrics, Singer & Song Details

Aur Kaun 1979 album cover

Aur Kaun 1979 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Bappi Lahiri
N/A
Padmini Kapila, Roopesh Kumar, Madan Puri

album songs
Haan Pehli Baar
Singer : Kishore Kumar

Haan Pehli Baar Lyrics

Song Title = Hmm pehli baar
Movie/Album Name = AUR KAUN
Singer(s) = KISHORE KUMAR


Mp3 Song Lyrics

((Hmm pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya
Chupke se woh pehlu mein aa
Chupke se woh pehlu mein aa
Boli mujhe aa re aa

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai
Saath hai woh, paas hai woh
Saath hai woh, paas hai woh
Aaj nahin na re na

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi
Kal ka mujhe yaad nahin
Kal ka mujhe yaad nahin
Aaj ki baat wah re wah

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Haan Pehli Baar

Haan Pehli Baar is a song from Aur Kaun 1979. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to N/A. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Aur Kaun 1979 album song list for more songs and album details.