Haan Maine Chukar Dekha Hain Lyrics, Singer & Song Details

Black 2005 album cover

Black 2005 Album Details

Sanjay Leela Bhansali
Monty Sharma
Prasoon Joshi
Amitabh Bachchan, Rani Mukerji, Shernaz Patel

album songs
Haan Maine Chukar Dekha Hain
Singer : Gayatri Ganjawala

Haan Maine Chukar Dekha Hain Lyrics

Song Title = Haan Maine Chukar Dekha Hai
Movie/album = Black (2005)
Singers = Gayatri Ganjawala
Song Lyricists = Prasoon Joshi
Music Composer = Monty Sharma
Director = Sanjay Leela Bhansali
Music Label = YRF Music
Release on = 4th February, 2005

Mp3 Song Lyrics

((Mausam ki adla badli mein
Pavan gulaabi ho jaati hai
Haan maine chukar dekha hai
Haan maine chukar dekha hai
Raat sarak kar chalte chalte
Bilkul aadhi ho jaati hai
Haan maine chukar dekha hai
Haan maine chukar dekha hai
Mausam ki adla badli mein

Garam gunguni dhoop se
Baat ki hai maine
Paani ke behne mein
Haseen suni hai maine
Sab kehte hain deep bujha hai
Lekin baati so jaati hai
Haan maine chukar dekha hai
Haan maine chukar dekha hai
Mausam ki adla badli mein

Bin dastak ke aaye jo
Woh pyar suna hai
Bin bole man khole
Woh adhikaar suna hai
Lamhon ki ungli thaam ke
Yaadein aangan mein aa jaati hain
Haan maine chukar dekha hai
Haan maine chukar dekha hai
Mausam ki adla badli mein

Thanda thanda ang boondon ka
Mulaayam rang hai phoolon ka
Choobne vale rang pehen kar
Dulhan saj dhaj ke jaati hai
Haan maine chukar dekha hai
Haan maine chukar dekha hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Haan Maine Chukar Dekha Hain Video

About Haan Maine Chukar Dekha Hain

Haan Maine Chukar Dekha Hain is a song from Black 2005. It is sung by Gayatri Ganjawala. Lyrics are credited to Prasoon Joshi. Music information: Monty Sharma. Read the lyrics above and view the Black 2005 album song list for more songs and album details.