Guzar Na jaye II Lyrics, Singer & Song Details

Rog 2005 album cover

Rog 2005 Album Details

Himanshu Brahmbhatt
M. M. Keeravani
Neelesh Misra
Irrfan Khan, Ilene Hamann, Himanshu Malik

album songs
Guzar Na jaye II
Singer : Shreya Ghoshal

Guzar Na jaye II Lyrics

Song Title = Guzar Na jaye II
Movie/album = Rog (2005)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Neelesh Misra
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Himanshu Brahmbhatt

Mp3 Song Lyrics

((gujar na jaaye
yeh khwaab sa safar
gujar na jaaye
yeh khwaab sa safar

sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon me thaam lo tum
ke phir mile na mile

gujar na jaaye
gujar na jaaye

keh diya hai aaj aakhir tumse
jo chhupaaye hum rahe gum sum se
isase pehle bat hi jaaye raste
apne bhi dil ki kaho kuch hamse

tumhaari jo khaamoshi hai
kahaaniya si kehati hai
tumhaari jo tamanna hai
woh muh chhupaaye rehati hai

sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon me thaam lo tum
ke phir mile na mile

gujar na jaaye
yeh khwaab sa safar
gujar na jaaye
na jaaye

puchhate ho haal mere dil ka
hosh hai na raah na manjil ka
yeh badan me kya pighalata jaaye
ek nasha ho jaise halka halka

safar yeh khatam na ho
raahe kabhi kam na ho
mile na mile manjil
bhichhdane ka ghum na ho

sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon mein thaam lo tum
ke phir mile na mile

gujar na jaaye
yeh khwaab sa safar
gujar na jaaye
na jaaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Guzar Na jaye II

Guzar Na jaye II is a song from Rog 2005. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Neelesh Misra. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Rog 2005 album song list for more songs and album details.