Guzar Na Jaye Lyrics, Singer & Song Details

Rog 2005 album cover

Rog 2005 Album Details

Himanshu Brahmbhatt
M. M. Keeravani
Neelesh Misra
Irrfan Khan, Ilene Hamann, Himanshu Malik

album songs
Guzar Na Jaye
Singer : K.K, Shreya Ghoshal

Guzar Na Jaye Lyrics

Song Title = Guzar Na Jaye
Movie/album = Rog (2005)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K), Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Neelesh Misra
Music Director = M. M. Keeravani
Director = Himanshu Brahmbhatt

Mp3 Song Lyrics

((Guzar na jaye ye khwaab sa safar
Guzar na jaye ye khwaab sa safar
Sab kuchh simat ke aya hai sirf ek pal mein
Baho tham lo tum ke fir mile na mile
Guzar na jaye
Guzar na jaye

Keh diya hai aj akhir tumse jo chhupaye ham rahe gumsum se
Isse pehle bat hi jaye raste apne bhi dil ki kaho kuchh hamse
Tumhari jo khamoshi hai kahania si kehti hai
Tumhari jo tamanna hai vo muh chhupaye rehti hai
Tu ru ru uuuoooooooo

Sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein
Baho mein thamlo tum ki fir mile na mile
Guzar na jaye ye khwaab sa safar

Puchhte ho hal mere dil kahosh hai na rah na manzil ka
Ye badan mein kya pighalta jayeek nasha ho jaise halka halka
Safar ye khatam na ho rahe ye kabhi kam na ho
Mile ya na mile manzil bichhad ne ka gam na ho
Tu ru ru uuuoooooooo

Sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein
Baho mein thamlo tum ki fir mile na mile
Guzar na jaye ye khwaab sa safar
Guzar na jaye ye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Guzar Na Jaye

Guzar Na Jaye is a song from Rog 2005. It is sung by K.K, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Neelesh Misra. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Rog 2005 album song list for more songs and album details.