Guzar Jaye Din Lyrics, Singer & Song Details

Annadata 1972 album cover

Annadata 1972 Album Details

Asit Sen
Salil Chowdhury
Yogesh Gaud
Jaya Bhaduri, Anil Dhawan, Om Prakash

album songs
Guzar Jaye Din
Singer : Kishore Kumar

Guzar Jaye Din Lyrics

Song Lyrics Title = Guzar Jaye Din
Movie / Album Name = Annadata 1972
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Asit Sen
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Kisi ki haay yaadon mein
Kisi ki haay baaton mein
Kisi se mulaaqaaton mein
Ki ye silasile, jab se chale,
Khawb mere ho gaye rangeen

Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Kisi ki haay yaadon mein
Kisi ki haay baaton mein
Kisi se mulaaqaaton mein
Ki ye silasile, jab se chale,
Khawb mere ho gaye rangeen
Guzar jaaye din din din

Rahe na dil bas mein ye
Na maane koi rasamein ye
Rahe na dil bas mein ye
Na maane koi rasamein ye
Ki khaaoon main to kasamein ye
Unhen hai pata
Ki jag chaahe roothe ye
Ki jag chaahe chhoote ye
Ki jag chaahe roothe ye
Ki jag chaahe chhoote ye
Naata nahi toote ye, ha

Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Kisi ki haay yaadon mein
Kisi ki haay baaton mein
Kisi se mulaaqaaton mein
Ki ye silasile, jab se chale,
Khawb mere ho gaye rangeen
Guzar jaaye din din din

Kabhi ye mera man chaahe
Phoolon ke jahaan ho saaye
Kabhi ye mera man chaahe
Phoolon ke jahaan ho saaye
Jahaan pe har dil gaaye
Dhun pyaar ki
Zamane chahe ho jaayen
Waheen pe jaake so jaayen
Zamane chahe ho jaayen
Waheen pe jaake so jaayen
Waheen pe jaake kho jaayen, ha

Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Kisi ki haay yaadon mein
Kisi ki haay baaton mein
Kisi se mulaaqaaton mein
Ki ye silasile, jab se chale,
Khawb mere ho gaye rangeen

Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Guzar jaaye din din din
Ki har pal gin gin gin
Guzar jaaye din din din...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Guzar Jaye Din Video

About Guzar Jaye Din

Guzar Jaye Din is a song from Annadata 1972. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Annadata 1972 album song list for more songs and album details.