Gustakh Dil Dil Mein Mushkil Lyrics, Singer & Song Details

English Vinglish 2012 album cover

English Vinglish 2012 Album Details

Gauri Shinde
None
None
Sridevi, Mehdi Nebbou, Priya Anand, Adil Hussain

album songs
Gustakh Dil Dil Mein Mushkil
Singer : Shilpa Rao

Gustakh Dil Dil Mein Mushkil Lyrics

Song Title = Gustakh Dil Dil Mein Mushkil
Movie/Album = English Vinglish (2012)
Singer = Shilpa Rao

Mp3 Song Lyrics

((Gustakh Dil
Dil mein mushkil
Mushkil mein dil.. (Mushkil mein dil)
Gustakh dil
Thoda sun dil
Thoda bas dil
Dard ke dar pe
Thehra.. hai kyun
Sazaye sazaye
Yeh khud ko kyun deta naye
Hasne ki dhun mein
Rota hai kyun
Sahi kya galat kya
Yeh kuch bhi samajhta nahi
Gustak dil

Dil mein mushkil
Mushkil mein dil
O oho.. gustakh dil

Hai barf si
Sanson mein
Aankhon mein dua.. dua (Dua.. dua)
Yeh har pal kyun, khele hai
Gham ka khushi ka, chua chua
Ye ummeedon bhara..
Ye khud se hi dara..
Suljhe dagon mein
Uljha.. hai kyun
Salahe salahe
Ye khud ki bhi sunta nahi
Gustakh dil

Dil mein mushkil
Mushkil mein dil
O.. gustakh dil

Kyun baaton hi
Baaton mein fisalti hai
Zubaan zubaan
Kisi se na, theharati hai
Behkti hai, nigah nigah
Ye kaise kab hua.. ha..
Yeh keh do kyun hua
Girta nahi toh
Sambhalta.. hai kyun
Jhukaye jhukaye
Magroor jhukta nahin
Gustakh dil

Dil mein mushkil
Mushkil mein dil
O.. gustakh dil..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Gustakh Dil Dil Mein Mushkil

Gustakh Dil Dil Mein Mushkil is a song from English Vinglish 2012. It is sung by Shilpa Rao. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the English Vinglish 2012 album song list for more songs and album details.