Gustaakh Nazar Chehre Se Hata Lyrics, Singer & Song Details

Jaali Note 1960 album cover

Jaali Note 1960 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
Raja Mehdi Ali Khan
Dev Anand, Madhubala, Kundan

album songs
Gustaakh Nazar Chehre Se Hata
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Gustaakh Nazar Chehre Se Hata Lyrics

Song Title = Gustakh Nazar Chera Se
Movie or Album = Jaali Note (1960)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((Gustaakh nazar chehre se hata
Humko na sata,are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar
Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar

Are jadughar jaadu na chala
Aankhe na mila are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu
Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu

Mere husn se dhar
Ulfat na jhala,diwana hai kya
Are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

O shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Kanto si najar mujh se mila
Mere dil me na are ja chala ja

Jati hai kidhar,baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gustaakh Nazar Chehre Se Hata

Gustaakh Nazar Chehre Se Hata is a song from Jaali Note 1960. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Jaali Note 1960 album song list for more songs and album details.