Gunahon Ka Diya Tha Haq Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album cover

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Leela Naidu

album songs
Gunahon Ka Diya Tha Haq
Singer : Asha Bhosle

Gunahon Ka Diya Tha Haq Lyrics

Song Title = Gunahon Ka Diya Tha Haq
Movie/Album = Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajinder Krishan
Music Director = Ravi

Mp3 Song Lyrics

((gunaho ka diya tha hak to pachtane ka hak bhi de
mujhe apne kiye par aap sharmane ka hak bhi de
jo thokar kha chuka ho usko thukrane se kya hasil
agar girne ka hak tha phir sambhal jane ka hak bhi de
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya

rashte na band kar ek gunahgar ke
chun sake to ashk chun ek sharmshar ke
jalke apni aag me dil swah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya

aaftab ke khuda roshni ki bhikh de
mar chuki hu ek nayi jindagi ki bikh de
ab karam bhi kar sitam bepanah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gunahon Ka Diya Tha Haq

Gunahon Ka Diya Tha Haq is a song from Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album song list for more songs and album details.