Gun Gun Karta Aya Bhanwra Lyrics, Singer & Song Details

Muskurahat 1992 album cover

Muskurahat 1992 Album Details

Priyadarshan
Raamlaxman
Suraj Sanim
Jay Mehta, Revathi, Amrish Puri, Anil Dhawan, Jagdeep, Annu Kapoor, Sharat Saxen

album songs
Gun Gun Karta Aya Bhanwra
Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Gun Gun Karta Aya Bhanwra Lyrics

Song Title = Gun Gun Karta Aaya Bhanwra
Movie/Album = Muskurahat (1992)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Suraj Sanim
Music Composer = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((Gun gun karta aaya
Banwara banware ne sunaya
Gun gun karta aaya
Banwara banware ne sunaya
Bola mai tumse pyar karta hu
Bola mai tumse pyar karta hu
Sun sun banware tu
Kahe ye har kali se
Sun sun banware tu
Kahe ye har kali se
Ke mai tumse pyar karta hu
Ke mai tumse pyar karta hu

Maine salo sine me dil ko
Ek najar me ye
To tumhara ho gaya
Maine salo sine me dil ko
Ek najar me ye
To tumhara ho gaya
Haal mera aisa hua
Jaise dil mera dil na tha
Sun sun banware tu
Kahe ye har kali se
Sun sun banware tu
Kahe ye har kali se
Ke mai tumse pyar karta hu
Ke mai tumse pyar karta hu

Dil ke badle paya hoga dil
Aise sode me phir kaisi muskil
Dil ke badle paya hoga dil
Aise sode me phir kaisi muskil
Socho ne jo kuch
Hua jo hua acha hua
Gun gun karta aaya
Banwara banware ne sunaya
Gun gun karta aaya
Banwara banware ne sunaya
Bola mai tumse pyar karta hu.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Gun Gun Karta Aya Bhanwra

Gun Gun Karta Aya Bhanwra is a song from Muskurahat 1992. It is sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Suraj Sanim. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Muskurahat 1992 album song list for more songs and album details.