Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten Lyrics, Singer & Song Details

Do Ladkiyan 1976 album cover

Do Ladkiyan 1976 Album Details

Kolli Pratyagatma
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Ramesh Deo, Jagdeep, Sanjeev Kumar

album songs
Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten Lyrics

Song Title = Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten
Movie/Album = Do Ladkiyan (1976)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal

Mp3 song lyrics

((Gulshan gulshan
Pyar ki baate hai
Mehfil mehfil chandani raate hai
Ronak hai zamane mein
Ulfat ki baharo se
Gulshan gulshan
Pyar ki baate hai
Mehfil mehfil chandani raate hai

Kya rakha hai pyar ki
Ek dukhi dastan mein
Kya rakha hai
Kya rakha hai pyar ki
Ek dukhi dastan mein
Bewafa hote hai sab
Mehboob is jahan mein
Kya rakha hai pyar ki
Ek dukhi dastan mein
Kya rakha hai

Mujhe tham le mera naam le
Koi baat kar mulakat kar
Mujhe tham le mera naam le
Koi baat kar mulakat kar
Mat dur ja nazdeek aa
Mat dur ja nazdeek aa
Tujhe kya pata hai yeh pyar kya

Tum kya jano jaan gawa de
Humne is armaan mein
Bewafa hote hai sab
Mehboob is jahan mein
Kya rakha hai pyar ki
Ek dukhi dastan mein
Kya rakha hai

Is jaam ko uth tod de
Mein hai buri ise chhod de
Is jaam ko uth tod de
Mein hai buri ise chhod de
Pina hai to mere sath pi
Pina hai to mere sath pi
Jina hai to mere sath ji

Chhodo mujhko dub ne do
Ashko ke toofan mein
Bewafa hote hai sab
Mehboob is jahan mein
Kya rakha hai pyar ki
Ek dukhi dastan mein
Kya rakha hai...))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten

Gulshan Gulshan Pyar Ki Baten is a song from Do Ladkiyan 1976. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Do Ladkiyan 1976 album song list for more songs and album details.